Blog kaise banaye

Humne apne pechle article me aapko bataya tha ki blog kya hai aur iske kya faayde hai ?

Toh agar aapne humara wo article padha hai, aur aapke mann me bhi blog banane ki iccha ho rahi hai, toh aaj hum aapke liye lekar aaye hai, kuch asaan se steps jiske baare me aapko jaanna bhut zaruri hai.

Aur in steps ka istemaal karke aapki blogging ke baare me knowledge toh badegi hi, sath hi sath aapko kuch aisi baatin bhi pata chalegi. Jo aaj tak shayed hi kisi hindi blogger ne aapko batayi ho.

Blog ko Shuru kaise kare :

Yaha humne blog banane ke method ko 5 steps me divide kiya hai, jisse aapko blogging term ko samjne me kaafi madad milegi.

Ye steps hai :


  1. Bogging platform ko choose karna.
  2. Domain Name aur Hosting.
  3. Blog ko configure karna.
  4. Blog ko design dena.
  5. Useful content banana , jo ki blog par zaada

Jaise ki aap dekh rahe ho ki uper maine kuch steps diye hue hai, jinko step by step apply karne se aap ek accha blog bana kar apni blogging ki shuruwat kar sakte ho.
Necche mai aapko ye batauga ki kaise aapko ye steps apply karne chahiye ?
Aapke blog se related question jaise : blogging niche, apne reader ke blog ko dhudna, apne blog ke liye community build karna aur ye sochna ki blog se paise kaise kamaye ja sakte hai.
In sabhi sawaalo ka jawaab aapko is article ko padhne se mil jaayga.
Mai asha karta hu ki is step by step guide se aapki apna pehla blog banane me aapko bhut help milegi.

Disclaimer: All My Post are Free Available On INTERNET Posted By Somebody Else, I'm Not VIOLATING Any COPYRIGHTED LAW. If Anything Is Against LAW, Please Notify Me So That It Can Be Removed. This site does not store any files on its server. All contents are provided by non-affiliated third parties.

Pro Copyright © 2022 

SMILING HACKER